Na Ye Chemistry Hoti , Na Mein Student Hota ............ .
Na Ye Lab. Hoti Na Ye Accident Hota
Abhi Practical Mein Aaye Nazar Ek Ladki
Sundar Thi Naak Uski Test Tube Jaisi
Baton Mein Uski Glucose Ki Mithas Thi
Sanson Mein Ester Ki Khushbu Bhi Sath Thi
Aankhon Se Jhalakta Tha Kuch Is Taranh Ka Pyaar
Bin Piye Hi Ho Jata Tha Alcohol Ka Khumar
Benzene Sa Hota Tha Uski Presence Ka Ehsas
Andhere Mein Hota Tha Radium Ka Abhas
Nazrein Mileen, Reaction Hua
Kuch Is Taranh Love Ka Production Hua
Lagne Lage Us Ke Ghar Ke Chakkar Aise
Nucleus Ke Charon Taraf Electron Hon Jaise
Us Din Hamare Test Ka Confirmation Hua
Jab Uske Daddy Se Hamara Introduction Hua
Sun Kar Hamari Baat Woh Aise Uchal Pade
Ignesium Tube Mein Jaise Sodium Bhadak Uthe
Woh Bole, Hosh Mein Aao, Pahchano Apni Auqat
Iron Mil Nahin Sakta Kabhi Gold Ke Sath
Ye Sum Kar Tuta Hamare Armanon Bhara Beaker
Aur Hum Chup Rahe Benzaldehyde Ka Kadwa Ghoont Pi Kar
Ab Us Ki Yaadon Ke Siwa Hamara Kam Chalta Na Tha
Aur Lab Mein Hamare Dil Ke Siva Kuch Aur Jalta Na Tha
Zindagi Ho Gayee Unsaturated Hydrocarbon Ki Taranh
Aur Hum Phirte Hain Awara Hydrogen Ki Tarah...
Is jahaan mein kaash yeh mohabbat na hoti,
ReplyDeleteShararat na hoti,Shikayat na hoti,
Naino mai kisi ke nazakat na hoti,
Na hoti bekrari,na hote hum tanha,
Agar jahan me kambhkat ye mohabbat na hoti
To safar-e-zindagi mein mithaas na hoti,
Agar milti bewafao ko saza mein maut to,
Deewano ki kabrein udaas na hoti..
Meri mohabbat ne unhe khushi de di,
Badle mein mujhe khamoshi de di,
Khuda se dua mangi thi marne ki,
Lekin Khuda ne bhi Jeena ke liye zindagi de di..
Kabhi Girte Girte Sambhal Gya
ReplyDeleteWo Ban k Lamha Guraiz ka Mera Pas Se nikal Gya
Usay Rokain B to kis Tarha K wo Shakhs Itna AjeebTha
Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se
Kabhi Ashk Se na Pighal Saka
Sar-e-Raah Mila Wo Agr Kahbi To ..
Nazar Chura K Guzar Gya .
Wo Utar Gya Meri Ankh Se .
Mere Dil se Kyon na utar Saka? .
Wo Chala Gya Jahan Chor K .
Mai Wahan Se Phir Na Palat Saka .
Wo to Sambhal Gya Muje Chor K ..
Mai Bikher K Phir na Simat Saka
Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hain,
ReplyDeletemagar dharti ki bechani ko bas badal samjhta hain,
Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hain,
Yeh tera dil samjhta hain ya mera dil samjhta hain
Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hain,
kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hain,
Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain,
Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain
Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage,
Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage
Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta,
Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta,
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le,
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta
Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama,
Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama,
Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka,
Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama
क्रोध का अपना पूरा खानदान है ... क्रोध की एक लाडली बहन है -"जिद्द" वह हमेशा क्रोध के साथ साथ रहती है..क्रोध की पत्नी है "हिंसा" वह पीछे छिपी रहती है पर कभी कभी आवाज़ सुनकर बाहर आ जाती है...क्रोध के बड़े भाई का नाम है अहंकार..क्रोध का बाप भी है जिससे वह डरता है उसका नाम है "भय".... "निंदा" और "चुगली" क्रोध की बेटीयां है एक मुह के पास रहेगी और दूसरी कान के पास "बैर" बेटा है ...."इर्ष्या" इस खानदान की नकचढ़ी "बहु" है ...."घृणा" इस परिवारी की "पोती" है घृणा हमेशा नाक के पास रहती है ...नाक भौं सिकोड़ना इसका काम है और इसकी एक माँ है उसका नाम है "उपेक्षा"....
ReplyDeleteजिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है,
ReplyDeleteना मा, बाप, बहन, ना यहा कोई भाई है.
हर लडकी का है Boy Friend, हर लडके ने Girl Friend पायी है,
चंद दिनो के है ये रिश्ते, फिर वही रुसवायी है.
घर जाना Home Sickness कहलाता है,
पर Girl Friend से मिलने को टाईम रोज मिल जाता है.
दो दिन से नही पुछा मां की तबीयत का हाल,
Girl Friend से पल-पल की खबर पायी है,
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है…..
कभी खुली हवा मे घुमते थे,
अब AC की आदत लगायी है.
धुप हमसे सहन नही होती,
हर कोई देता यही दुहाई है.
मेहनत के काम हम करते नही,
इसीलिये Gym जाने की नौबत आयी है.
McDonalds, PizaaHut जाने लगे,
दाल-रोटी तो मुश्कील से खायी है.
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है…..
Work Relation हमने बडाये,
पर दोस्तो की संख्या घटायी है.
Professional ने की है तरक्की,
Social ने मुंह की खायी है.
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.!!
ReplyDeleteलहरों से डर कर नौका पार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है,
चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है.
मन का विश्वास रगों में साहस भरता है,
चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है.
आख़िर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है,
जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है.
मिलते नहीं सहज ही मोती गहरे पानी में,
बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में.
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
असफलता एक चुनौती है, इसे स्वीकार करो,
क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो.
जब तक न सफल हो, नींद चैन को त्यागो तुम,
संघर्श का मैदान छोड़ कर मत भागो तुम.
कुछ किये बिना ही जय जय कार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती
yar Yeh Student Ki pehchan Hai
ReplyDeleteHath main Cigrette Moo Main pan hai
Mashoor yeh Shaitan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Parhna iSey aata nahi
Class kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Jalson main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghussa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
QUESTION:- SWARG MERI MUTHHI ME HO ISKE LIYE KYA KRNA HOGA?
ReplyDeleteMAI KAHTA HU:-
Kuchh mat kro...............bas itna kro..............
Dimaag ko "thandha" rakho.
Jeb ko "garam" rakho.
Aankho me "sharam" rakho.
Jubaan ko "naram" rakho. aur
Dil me "raham" rakho.
Agr tum aisa kr sako to phir tumhe kisi swarg tak jaane ki jarurat nahi hai. Swarg khud tumtak chalkr aayega.
vidambna yahi hai ki hm swarg to chahte hai, magar swargwaasi hona nahi chahte.
EK MURKH NE DUSRE MURKH SE KHA:- Agr tum yah bata do ki meri jholi me kya hai? to saare ande(eggs) tumhaare. Aur, agr tum yah bata do ki ginti me kitne hai? to 8 ke 8 ande(eggs) tumhaare. Aur agr tumne yah bhi bata diya ki kis jaanwar ke hai? to murgi bhi tumhaari....
ReplyDeleteDUSRE MURKH NE KHA:- Yaar! kuchh help kro, bahut hi critical question hai.....
SO THE MORAL IS:-
HAMARI JINDGI KE HAR SAWAAL KE JAWAAB BHI HAMAARI JINDGI ME CHHIPE HAI. PHIR BHI HM SAMAJH NAHI PAATE.....
Ab jo chale hain to na rukenge hum,
ReplyDeleteManzil se pehle ab na thakenge hum,
Jeetne ka ab hai junoon sawaar,
Chahe ho kuch bhi na manenge haar.
Toofano se ladna aur aage hai badhna,
Bhale pade hame gir ke sambhalna,
Saath de na de chahe zamaana,
Humko to bas hai chalte hi jaana.
Khud pe hai hausla ab rakhna,
Aur kisi se na humko hai darna,
Apne sapno ko poora hai karna,
Jeet ka maza ab humko hai chakhna.
Saari umr hum
ReplyDeleteGuest service main mar gaye
Ek pal to ab humein jeene do
jeene do
Saari umr hum
Guest service main mar gaye
Ek pal to ab humein jeene do
jeene do
Na na na….Na na na….Na na na….Na na nana na….
Give me some fllllight
Give me some trrrrain
Give me another chance
I wanna go home once again
Give me some fllllight
Give me some trrrrain
Give me another chance
I wanna go home once again
Kandhon ko laptop
Ke bojh ne jhukaya
Guest se jhoot bolna tho khud
Manager ne sikhaya
Medical ki joothi report laaoge to chhuti, varna kismat futi
Guest service kar kar ke pada Dimag pe
FRONT OFFICE, F B, FOOD PRODUCTION AND HOUSE KEEPING ka bukhar.
Is Project ne to sala poora..
Poora bheja pakka daala
Career to gaya
GF bhi gayi
Ek pal to ab humein
jeene do jeene do
Career to gaya
GF bhi gayi
Ek pal to ab humein
jeene do jeene do
Saari umru hum
Guest service main jee liye
Ek pal to ab humein jeene do
jeene do
Na na na….Na na na….Na na na….Na na nana na….
Give me some fllllight
Give me some trrrrain
Give me another chance
I wanna go home once again
Give me some fllllight
Give me some trrrrain
Give me another chance
I wanna go home once again
Na na na….Na na na….Na na na….Na na nana na….
Na na na….Na na na….Na na na….Na na nana na….
sari umr hum mar-mar ke ji liye.
ReplyDeleteekk Glass to ab hume
pine-do,pine-do
Give me Some White Wine,Give Some Red,
Give
me Another Chance ,
i wana to Drink it once Again,
Na na
na na.........
Kandho Ko Kitab ke Bojh ne Jukaya .
Daru
pina to khud Dosto ne sikhaya,
99% marks laoge to Wisky, Varna
Desi.
Pi-Pi kar pada hateli per Whisky,rum ,Brandy ,Vodka ka
chaala ,
Cocktel-Mocktel ne pura Bachpan jala dala .
Bachpan
to gaya ,Ab daru bhi gayi,
Ekk pai to hume Pine-do,Pine-Do.....